Request
Zyada sy Zyada like [g+1] kr ky post ko Google pr recomment kry Shukria
18 Apr 2014

We can’t help being thirsty, moving toward the voice of water.
Milk drinkers draw close to the mother.
Muslims, Christians, Jews, Buddhists,
Hindus, shamans, everyone hears the intelligent sound
and moves with thirst to meet it.
***_>*> Molana Jalaluddin Rumi<*<_***
(1207-1273)
***>*>***Molana Jalaluddin Rumi***<*<***
Masnavi Book I, 599-607
We are as the flute, and the music...

Wo tau resham sa koi khwab thaوہ تو ریشم سا کوئی خواب تھا
Bunn rakha tha in aankhon neبن رکھا تھا ان آنکھوں نے
Roshni mein tau bohut saaf nazar aata thaروشنی میں تو بہت صاف نظر آتا تھا
Jhilmilati hui baaton se gundha har manzarجھلملاتی ہوئی باتوں سے گندھا ہر منظر
Jo sitaron mein tere aks ko rakh jata thaجو ستاروں میں ترے عکس کو رکھ جاتا تھا
Lekin aisa hai ke jab lamha judai ka giraلیکن ایسا ہے کہ جب لمحہ جدائی کا گرا
Khwab-dar-khwab...

Darakhton sey harey pat’tey hawa kyon nooch leti hai !
Wo In chirryon ke totey par kahan par beich deti hai !
Inhein jo mol koi ley
Dukhon se tol koi ley
agar dil mein ye chubh jayein
Tau gehre naqsh khub jayein
Agar hum waqt se chup kar kahin be’waqt ho jayein
Aur in chirryon ki surat
Wuqa’at apni hum bhi kho jayein
Tau kya phir bhi lagataar aise san’naton ki gehri dhol
Yahan urr urr kar aaye gi !
Tau kya phir sokhi...

Falak jaisa ho dil uska
Qadam suraj ke jaise hon
Wo karriyal jism rakhta ho, Nigha shehbaaz jaisi ho
Wo bole tau mohabbat karwatein leti ho lafzon mein
Badan ke gandami peikar mein garmi ho qayamat ki
Kuch aisa sarw’qaamat ho, chale jo saath mere tau
Usey ruk ruk ke dekhein larkiyaan...

Phir Kya howa ye raah ki sushwariyon se poch
Bus itna yaad hay, Teri janib chala tha main...

Mehsoos kar raha hoon main jene ki talkhian
Shyad muje kise se muhabat nahi rah...

Hasrat Bhari Nigahon Ko Aaraam Tak Nahi
Wo Yoon Badal Gaya K Ab Salam Tak Nahi
Jis Ki Talab Me Zindaagi Apni Guzaar Di
Us Be-Wafaa K Lab Pe Mera Naam Tak Nahi
Jo Keh Gaye The Shaam Ko Baithenge Aaj Phir
Kuch Saal Ho Gaye Koi Paigham Tak Nahi
Madfun Hun Tere Hijar Ki Ek Aisi Qabar Me
Kutbay Pe Jis K Aaj Koi Naam Tak Nahi
Be-Ikhtiyaar Uthte Hain Mere Qadam Udhar
Haalan-K Us Gali Me Mujhe Kaam Tak Nahi....

Ya Qanat hy ky Atat hy ky chahat hy Faraz
Hum tu Razi hy wo jis hal ma jesa rekhy
...

Gham ki Barish ny bhi tery naqsh ko doya nai
tu ny muj ko kho dia ma ny khoya nai
...

Mujay b Aainy jesa kamal hasil hy
ma tutta hu u phir beshamar hota h...
10 Apr 2014

Haseen Khwab Dikha K Bhol Jate Hain
Log Apna Bna K Bhol Jate Hain
Judai Ka Naam Sun Ke Rone Wale
Kuch Dor Ja Ke Bhol Jate Hain
...
8 Apr 2014

Is Baar Meri Jang Hai Khud Apni Zaat Se
Is Baar Har Jane Ka Imkan Bohat Hai
...

Kab Talak Tuj Pe Inhisar Krain
Kun Na Ab Dosron Se Pyar Krain
Tu Kabi Waqt Par Nahi Phucha
Kis Tarah Tera Aitbar Krain ...

Koi Ban Gaya Ronaq Pakhian Di, Koi Chor Ke Sheesh Mehal Chalya
Koi Palya Naaz Te Nakhrian Wich, Koi Rait Garam Te Thal Chalya
Koi Bhul Gaya Maqsad Aawan Da, Koi Kar Ke Maqsad Hal Chalya
Ithay Har Koi Fareed Musafar Ae, Koi Aj Chalya Koi Kal Chalya&nbs...

Na mari Dua ne safr kiya Na mare Aansoo ne asr kiya
Tujhe mang mang k thak gae mare hont Be Haath Be&nbs...

Dhund Chai Hui Hai Jheelon ParUr Rahe Hain Parinde Teelon ParSab Ka Rukh Hai Nishamon Ki TarafBastion Ki Taraf, Banon Ki Taraf
Apne Glon Ko Le Kar CharwaheSarhadi Bastion Mein Ja PhuncheDil-e Nakam! Main Kahan Jaon?Ajnabi Shaam! Main Kahan Jaon...

Allama Iqbal Poetry
YOUTUBE
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
Translation
Har Lehza Hai Momin Ki Nayi Shan, Nayi AanGuftar Mein, Kirdar Mein, Allah Ki Burhan!A Muslim true gets grandeur new with moment's change and every hour: By words and deeds he gives a proof...