Request
Zyada sy Zyada like [g+1] kr ky post ko Google pr recomment kry Shukria
18 Apr 2014

We can’t help being thirsty, moving toward the voice of water.
Milk drinkers draw close to the mother.
Muslims, Christians, Jews, Buddhists,
Hindus, shamans, everyone hears the intelligent sound
and moves with thirst to meet it.
***_>*> Molana Jalaluddin Rumi<*<_***
(1207-1273)
***>*>***Molana Jalaluddin Rumi***<*<***
Masnavi Book I, 599-607
We are as the flute, and the music...

Wo tau resham sa koi khwab thaوہ تو ریشم سا کوئی خواب تھا
Bunn rakha tha in aankhon neبن رکھا تھا ان آنکھوں نے
Roshni mein tau bohut saaf nazar aata thaروشنی میں تو بہت صاف نظر آتا تھا
Jhilmilati hui baaton se gundha har manzarجھلملاتی ہوئی باتوں سے گندھا ہر منظر
Jo sitaron mein tere aks ko rakh jata thaجو ستاروں میں ترے عکس کو رکھ جاتا تھا
Lekin aisa hai ke jab lamha judai ka giraلیکن ایسا ہے کہ جب لمحہ جدائی کا گرا
Khwab-dar-khwab...

Darakhton sey harey pat’tey hawa kyon nooch leti hai !
Wo In chirryon ke totey par kahan par beich deti hai !
Inhein jo mol koi ley
Dukhon se tol koi ley
agar dil mein ye chubh jayein
Tau gehre naqsh khub jayein
Agar hum waqt se chup kar kahin be’waqt ho jayein
Aur in chirryon ki surat
Wuqa’at apni hum bhi kho jayein
Tau kya phir bhi lagataar aise san’naton ki gehri dhol
Yahan urr urr kar aaye gi !
Tau kya phir sokhi...

Falak jaisa ho dil uska
Qadam suraj ke jaise hon
Wo karriyal jism rakhta ho, Nigha shehbaaz jaisi ho
Wo bole tau mohabbat karwatein leti ho lafzon mein
Badan ke gandami peikar mein garmi ho qayamat ki
Kuch aisa sarw’qaamat ho, chale jo saath mere tau
Usey ruk ruk ke dekhein larkiyaan...

Phir Kya howa ye raah ki sushwariyon se poch
Bus itna yaad hay, Teri janib chala tha main...